Jinke liye

Friday, May 1, 2009


Jinke liye jine ki soch rhe the, aaj wohi humein mar chale,

Jinhe hamsafar bnane ki sochi thi wahi humein bich rah mein utar chale

Jinke liye duniya chodne ki sochte the, aaj wohi humein akela chod chale

Baith ke jinke sath naav main yeh samaj ki nadi par karni thi, aaj wohi humein duba chale

Par jab pta lag gya bevafa ka sab arman mitti mein mil chale

Shukar hai dekh liya yeh din pehle hi nhi to hamara jeena mushkil ho jata

Dar dar maut mangte khuda se aur hamara marna mushkil ho jata…….

0 comments: